Aankhon Hi Aankhon Mein Jo Waade Kiye Humne Nibhane Bhi Hain Aane Hain Raaho Mein Jo Mausam Naye Milkar Bitane Bhi Hain Ek Hi To Hai Zindagi Ek Hi Pal Mein Naam Kardi Tere Dhundhale Sapno Mein Hai Rang Khilein Aankhon Hi Aankhon Mein Jo Waade Kiye Humne Nibhane Bhi Hain Aane Hain Raaho Mein Jo Mausam Naye Milkar Bitane Bhi Hain Music… Rozana Ki Chaanw Aur Dhoop Se Yaadein Banalenge Hum Naaraz Ho Jo Koi Agar Haske Manalenge Hum Dheeme Dheeme Din Ye Judte Jaaye Dheeme Dheeme Barson Bane Saari Umar Aise Ek Duje Mein Hum Gehre Utarte Rahein Ek Hi To Hai Zindagi Ek Hi Pal Mein Naam Kardi Tere Dhundhale Sapno Mein Hai Rang Khilein Aankhon Hi Aankhon Mein Jo Waade Kiye Humne Nibhane Bhi Hain Aane Hain Raaho Mein Jo Mausam Naye Milkar Bitane Bhi Hain