Lady Singham x 2 Jo bhi lalkaare ise Dhool ye chatade usse Iske na aage koi zor chalta Zidd pe jo add jave Gusse mein bigad jave Yaaro ye tufaan phir nahi talta Ye dahadegi Phir pachadegi Iske panje se ab na bachegi duniya Ye na haaregi Ye jaan varegi Ye to Dusron ko apni bhi dede khushiyaan Rutba kadak kirdar bedhak hai Jhuk ke salaam sabhi karne lage Iske Tevar gazab shor door door tak hai Sunte hi naam sab darne lage Aa Aai re Lady Singham Aa aai re Lady Singham Dekho Dekho yeh Lady Singham Aa Aai re lady singham Lady Singham Lady Singham Lady Singham