rakhi jo roti bich bazar ladi do billiyaan panje maar to aaya bandar ek hoshiyaar woh bola kyun ladte ho yaar yeah jagda mein mitaunga has jaunga rotiyaa bantkar ke billiyaan dekhti hi reh gayi woh din dahade chal gayi baat yeah chutkala hi ban gayi kha gaya roti unki bandar..haye hit kisi ki mat kisi ki or kii ka roda bhanumati ne naam se apne aakar kunva joda bandar baat ka khela khele mein hai jo mele bade kuth nikal jaaye saari lene ke phie dene pade bandar baat ka khela khele mein hai jo mele bade nind me hove hajamat jaage to phir tote ude chali gayi billiya bich bazar boli hua hai atyachaar lagayi jangal mein jo guhar to sab ke alag alag the vichar bhed boli ye to hoi bhole bhal ko khayi jaate hai sab bhalu bola koi baat nahi chad ke ped pe sehad kha lo ab