Woh jo kabhi sardiyon mein dhoop si thi Garmiyon mein chhanv si maujoodgi teri Kahan gayi Woh patjhad ke mausamon mein Ek haryali si jo laaye the Woh baarishein kahan chali gayi Ab aakhein meri tujhe dhoonda karein Tu mile na agar to yeh roya karein Faasle yeh kam karoon Main kisi tarah Dard mein marham banu Main kisi tarah x (2) Mere maathe pe silwatein jo hain Aake inhein mita do na Aansu mere bhatakte phirte hain Aake inhein panaah do na Kuchh kami si hai Kuchh nami si hai Aansuon se bhara hoon main Band teri aankhein jab se hain Saans roke khada hoon main Saans roke khada hoon main Zakham ko tere bharoon Main kisi tarah Dard mein marham banu Main kisi tarah