Chhup chhup ke dilbar ka deedar kar Ae dil tu ahista izhar kar Saara ka saara na karna abhi se Aasan kiston mein tu pyar kar Chhup chhup ke dilbar ka deedar kar Ae dil tu ahista izhar kar Pagle saara ka saara na karna abhi se Aasan kiston mein tu pyar kar Pehle nibha ke dekhi hai tune Mehangi mohobbat vilayati Pad jaye jisme lene ka dena Ghaate ka sauda nihayati Karna agar hi hai to pyar kar le Sasta sa desi kifayati Pehle tu jitna laparwah tha Utna sambhal ke hi is baar kar Pagle saara ka saara na karna abhi se Aasan kiston mein tu pyar kar