Pehli Yaari Tumse Meri Pehla Ghussa Tumse Tha Bhai Mere Bachpan Ka To Poora Kissa Tumse Tha Aadha Hissa Tha Woh Mera Aadha Hissa Tumse Tha Bhai Mere Bachpan Ka To Poora Kissa Tumse Tha Raksha Bandhan Waada Hai Yaa Dhaaga Hai Pyaar Ka Ho Dhaaga Hai Pyaar Ka Thoda Sa Hai Chandan Chota Sa Hai Teeka Bandhan Zindagi Ka Raksha Bandhan Waada Hai Yaa Dhaaga Hai Pyaar Ka Ho Dhaaga Hai Pyaar Ka Maa Ki Ik Parchhayi Si Behan Mein Dikhayi Deti Aur Pita Nazar Aate Hain Bhaiyon Ki Baat Mein Khoon Ka Yeh Rishta Bhi Hai Hai Zuban Ka Naata Bhi Maan Jo Liya Bhai To Saans Saans Saath Mein Raksha Bandhan Waada Hai Yaa Dhaaga Hai Pyaar Ka Ho Dhaaga Hai Pyaar Ka