Dhaniya Pudina Bo..Bo.. Bo Gaye Hai Atrangi Kisse Mein Sab Kho Gaye Hai Paper Pe Laga Ke Thook Gaye Sab Phook Lagi Fir Bhook Pade Sab Toot Aise Langgar Ho Jaise Andar Ka Kutta Bandar Ke Jaise Kartab Dikhaye Bina Hichkichaye Full Too Nachaye Sab Hosh Udaye Laalach Badhaye Sabki Jalaye Aur Sare Bole Kismat Ki Khaye Are Rahu Ho Ya Ketu Ho Main To Dono Pe Bhaari Hu Ye Duniya Meri Circus Hai Aur Main Iski Madaari Hu Are Rahu Ho Ya Ketu Ho Main Toh Dono Pe Bhaari Hu Ye Duniya Meri Circus Hai Aur Main Iski Madaari Hu Grah Kharab Billi Kaate Rasta Karma Bole Main Toh Pehle Se Mast Tha Kasoori Methi Leke Dhundhte Jamure Kahaan Kundali Mein Baitha Shani Bandh Ke Basta Diary Ke Kisse Mere Hisse Likhu Main Kismat Jadi Buti Ghis Ke Nasha Hai Badhta Aankhein Gulabi Paas Mere Kismat Ki Chaabi Bas Kaand Karaye Nadani Aur Saans Badhaye Betabi Jaha Jang Lagi Taale Mein Fir Lag Jaye Kismat Ki Chaabi Bas Kaand Karaye Nadani Aur Saans Badhaye Betabi Jaha Jang Lagi Taale Mein Fir Lag Jaye Kismat Ki Chaabi