Jo teri khatir tadpe pehle se hi Kya usse tadpana o zaalima, o zaalima Jo tere ishq mein behka pehle se hi Kya usse behkana o zaalima, o zaalima (x2) Aankhen marhaba, baatein marhaba Main sau martaba deewana hua Mera na raha jab se dil mera Tere husn ka nishana hua Jiski har dhadkan tu ho aise Dil ko kya dhadkana O zaalima o zalima Jo teri khatir tadpe pehle se hi Kya usse tadpana o zaalima, o zalima Saanson mein teri nazdeekiyon ka Ittr tu ghol de.. ghol de Main hi kyun ishq zahir karun Tu bhi kabhi bol de.. bol de (x2) Leke jaan hi jaayega meri Kaatil har tera bahaana hua Tujhse hi shuru tujhpe hi khatam Mere pyaar ka fasaana hua Tu shama hai toh yaad rakhna Main bhi hoon parwana O zaalima o zalima Jo teri khatir tadpe pehle se hi Kya usse tadpana o zaalima, o zaalima Deedaar tera milne ke baad hi Chhute meri angdaayi Tu hi bata de kyu zaalima main keh layi Kyun iss tarah se duniya jahaan mein Karta hai meri ruswayi Tera kasoor aur zalima main keh layi Deedaar tera milne ke baad hi Chhute meri angdaayi Tu hi bata de kyu zaalima main keh layi Tu hi bata de Kyu zaalima main keh layi