Isi Umar Mein To Karta Hai Dil Khwahishein Girne Fisalne Ki Arey Yeh Bhi Koyi Umar Hai Kya Sambhalne Ki Yahi Jawani Bann Jaani Hai Wajah Bewajah Itra Ke Chalne Ki Arey Yeh Bhi Koyi Umar Hai Kya Sambhalne Ki Ho Logon Ke Darr Se Hum Apne Dil Ki Masti Kyun Khone De Harkat Se Apni Naaraaz Duniya Hoti Hai Hone De Bigadne De Hamein Zara Sudhar Ke Kya Karenge Hum Bigadne De Jo Dil Mein Aayega Wahi Karege Hum Bigadne De Hamein Zara Sudhar Ke Kya Karenge Hum Bigadne De Kisi Ke Baap Se Nahi Darenge Hum Bigadne De Bigadne De Bigadne De Bigadne De Sidha Saral Hai Yeh Falsafa Mile Jo Khushiyan Rakh Le Gham Ko Kar Dafa Bas Yeh Jo Pal Hain Hai Kaam Ka Iske Alawa Sab Be-matlab Khaamakha Ho Awaargi Mein Aiyashiyon Mein Shaamein Doobone De Harkat Se Naaraaz Duniya Hoti Hai Hone De Bigadne De Hamein Zara Sudhar Ke Kya Karenge Hum Bigadne De Jo Dil Mein Aayega Wahi Karege Hum Bigadne De Hamein Zara Sudhar Ke Kya Karenge Hum Bigadne De Kisi Ke Baap Se Nahi Darenge Hum Bigadne De Bigadne De Bigadne De Bigadne De..