Ya Toh Barbaad Kardo! Ya Toh Barbaad Kardo Ya Phir Aabaad Kardo Ya Toh Barbaad Kardo Ya Phir Aabaad Kardo Wo Galat Tha Ye Sahi Hai Jhooth Ye Aaj Kehdo Itna Ehsaan Kardo Itna Ehsaan Kardo Poore Armaan Kardo Lab Pe Aakar Jo Ruke Hai Dhayi Wo Harf Kehdo Meri Saanson Se Judi Hai Teri Har Saans Kehdo Mushqil Aasaan Kardo (Mushqil Aasaan Kardo) Mushqil Aasaan Kardo Ya Toh Barbaad Kardo Ya Phir Aabaad Kardo Ya Toh Barbaad Kardo Meetha Sa, Ye Zehar Main Toh Peeta Rahunga Tu Khuda, Na Sahi Main Toh Sajde Karunga Hmm.. Meetha Sa, Ye Zehar Main Toh Peeta Rahunga Tu Khuda, Na Sahi Main Toh Sajde Karunga Tum Jo Seeri Na Hue Kya Humko Farhaar Kardo Meri Saanson Se Judi Hai Teri Har Saans Kehdo Mushqil Aasaan Kardo Ya Toh Barbaad Kardo Ya Phir Aabaad Kardo Ya Toh Barbaad Kardo Khwabon Ko Jagah Na Mili Aankho Mein Wahan Pehle Se Hi Shailab Tha Nagmein Banata Phira Saazon Pe Dil Apna Fakhat Mizraab Tha Khwabon Ko Jagah Na Mili Aankho Mein Wahan Pehle Se Hi Shailab Tha Nagmein Banata Phira Saazon Pe Dil Apna Fakhat Mijraab Tha Meri Bejaan Harsraton Ko Kaabiledaar Kardo Meri Saanson Se Judi Hai Teri Har Saans Kehdo Itna Ehsaan Kardo (Itna Ehsaan Kardo) Itna Ehsaan Kardo Poore Armaan Kardo Ya Toh Barbaad Kardo Ya Phir Aabaad Kardo