Hum Milenge Fir Kisi Din Tab Talak Khuda Haafiz Hum Milenge Fir Kisi Din Tab Talak Khuda Haafiz Yeh Judaiyan Hai Kuch Din Tab Talak Khuda Haafiz Pal Yeh Beet Jayega Pyaar Laut Aayega Waqt Ka Behta Yeh Dariya Phir Kinare Layega Yaad Rakhan Mujhko Mohsin Tab Talak Khuda Haafiz Yeh Judaiyan Hai Kuch Din Tab Talak Khuda Haafiz Khuda Haafiz... Alla Hooo... Khuda Haafiz... Alla Hooo... Khuda Haafiz... Tu Meri Yaadon Ke Ghar Mein Har Ghadi Majood Hai Tu Meri Yaadon Ke Ghar Mein Har Ghadi Majood Hai Mere Zehen Main Tujhse Jhuda Har Pal Ka Hi Mehfooz Hai Pal Yeh Beet Jayega Phir Se Tu Na Jayega Waqt Bhi Karle Yeh Koshish Waqt Haar Jayega Hum Milenge Fir Kisi Din Tab Talak Khuda Haafiz Yeh Judaiyan Hai Kuch Din Tab Talak Khuda Haafiz Khuda Haafiz... Alla Hooo... Khuda Haafiz... Alla Hooo... Khuda Haafiz... Khuda Haafiz...