Koyi juda na ho Kisi se kabhi Koyi baaki na ho Baatein ankahi Jise chahe yeh dil Woh roothe agar Tu maanale use jhoota sahi Jhoota hi sahi Mere liye toh ajao naa Jaise savan phir se aate hain Tum bhi aao na Jaise badal ghir ke aate hain Tum bhi aao na Jaise savan phir se aate hain Tum bhi aao na Jaise badal ghir ke aate hain Tum bhi aao na Jaa rahi hun main teri hoke Shikwe saare khoke Sang le chali hoon beetan lamha Aadatein yeh thi jo meri Ho gayi hain sari teri Kaise tu kahega khudko tanha Iss baar jab jaaoge tum Mujhe sang le jaao na Jaise laherein laut aati hain Tum bhi aao na Jaise ghadiyan rook jaati hain Rook jaao na Jaise savan phir se aate hain Tum bhi aao na Jaise ghadiyan rook jaati hain Tum bhi jaao na Ho oo ho oo..