Wo Rubaru Khade Hain Magar Faansle Toh Hain Wo Rubaru Khade Hain Magar Faansle To Hain Nazaron Ne Dil Ki Baat Kahi Labb Sille To Hain Haan Wo Rubaru Khade Hain Magar Faansle Toh Hain Har Mod Pe Milenge Hum Ye Dil Liye Huye Har Baar Chahein Tod Do Woh Haunsle Toh Hai Aakhir Ko Rang Laa Gayi Meri Dua Ae Dil Hum Der Se Mile Ho Sahi Lekin Mile Toh Hai Wo Rubaru Khade Hain Magar Faansle Toh Hain Manzil Bhi Karwaan Bhi Tu Aur Humsafar Bhi Tu Wakeef Tumhi Se Pyaar Ke Sab Kafile Toh Hai Mana Ke Manzile Abhi Kuch Durr Hai Magar Milkar Wafa Ki Raah Pe Hum Tum Chale Toh Hai Wo Rubaru Khade Hain Magar Faansle Toh Hain Wo Rubaru Khade Hain Magar Faansle Toh Hain Nazaron Ne Dil Ki Baat Kahi Magar Lab Sile Toh Hain Wo Rubaru Khade Hain Magar Faansle Toh Hain Haaye