Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne Dil ko behka diya ishq ke jaam ne Musalsal nazar barasti rahi Taraste raham bheege barsaat mein Ik mulaqaat... Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein Unka yun muskurana ghazab ho gaya Kal talak jo mere khayalon mein thhe Rubaru unka aana ghazab ho gaya Mohabbat ki pehli mulaqaat ka Asar dekho na jaane kab ho gaya Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein Unka yun muskurana ghazab ho gaya * ka kuch khayal nahi hai Ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin Ehsaas ki zameen pe kyun dhuaan uth raha Hai jal raha dil mera kyun pata kuch nahi Kyun khayalon mein kuch barf si gir rahi Rait ki khwahishon mein nami bhar rahi Musalsal nazar barasti rahi Taraste raham bheege barsaat mein Ek mulaqat... Ik mulaqat mein, baat hi baat mein Unka yun muskurana ghazab ho gaya Kal talak jo mere khayalon mein thhe Rubaru unka aana ghazab ho gaya