Ishq ke chaubare Pe baithi hoon taiyar Arre kya karun akeli Mere saiyan jamnapaar Hmm hmm hmm bheje lakhon DM Ho vanish mode peya Par ohdon nahi reply Arre main to gayi haar Meri aankhon ko Har pal rehta intezar If you are my yaar Aaja kar le mujhse pyaar If you are my yaar Aaja kar le mujhse pyaar Agar toone nahi aana To le chal mujhko jamnapaar Tere sang hai mausam gulabi sa Lamha lamha jaise sharabi sa Hadon mein reh ke na kar mohabbat tu Ishq hone de be-hisaabi sa Ruke ruke se dil ki Badh jaane de raftaar Jaise main hoon tu bhi Ab ho ja bekraar Zara si doori bhi Mujhko lagti too much far Too much far yaar If you are my yaar Aaja kar le mujhse pyaar If you are my yaar Aaja kar le mujhse pyaar Agar tppne nahi aana To le chal mujhko jamnapaar Ho le chal mujhko jamna paar Le chal le chal jamnapaar Baby le chal jamnapaar Mujhko le chal jamnapaar