Waqt Ke Jangal- Waqt Ke Jangal Mein Khoya Hai Ik Banjaara Ghoome Galiyon Mein Gol-gol Zindagi Mile Jo Bhi Lagey Zara-zara Ajnabi Aur Nazarein Dhoondhe Raah Dikhaane Waala Sitaara Waqt Ke Jangal Mein Khoya Hai Ik Banjaara Qadam-qadam Ye Dam-dam Sawaalon Mein Khoya [chala] Jaaye Hai Qadam-qadam Ye Dam-ba-dam Andheron Mein Dooba [chala] Jaaye Hai Sawaalon Mein Khoya Andheron Mein Dooba Chala Jaaye Hai... Chala Jaaye Hai Phire Tanha Musaafiron-sa Gham-zada Sune Raat Bhar Aahaton Ki Ye Sada Aur Raat Kahe Sub-haa Naa Aayegi Dobaara Waqt Ke Jangal Mein Khoya Hai Ik Banjaara