Khwaab Mein Thi Jo Pari Neend Tooti To Kho Gayi Na Zamee' Na Aasmaa' Wo Hawaao' Ki Ho Gayi Zidd Hai Meri... Aankho' Ki Ye Phir Se Miley... Aa Kar Mujhe Khwaabon Ki... Wo Pari Ik Nishaa', Rah Gaya Mere Zahan Par Wahin Chhuu Gayi Thi Jahaa'... Zindagi Poochhte Phir Rahe Saare Sawaalon Mein Hum Hai Bhala Ab Kahaa'... Zindagi Zidd Hai Meri... Saanso' Ki Ye Phir Se Unhein... Aa Thaam Le Khwaabo' Ki... Wo Pari Waqt Ki, Raah Par Koi Bhi Aisa Naa Tha Jaanta Tha Tera... Jo Pata Har Ghadi, Badh Raha Ye Beech Ka Faasla Tu Kahaa' Hai Tu Hi... Ab Bata Zid Hai Meri... Baaho' Ki Ye Phir Se Lagey... Aa Ke Galey Khwaabon Ki Wo Pari