Tere mere darmiyaan hai baatein ankahi Tu wahan hai main yahan Kyun saath hum nahin (x2) Faisle jo kiye Faasle hi mile Rahein judaa kyun ho gayi Na tu ghalat na main sahi Le ja mujhe saath tere Mujhko na rehna saath mere (x2) Le ja mujhe.. le ja mujhe.. Thodi si dooriyan hain Thodi majburiyan hain Lekin hai jaanta mera dil Ho.. Ik din toh aayega Jab tu laut aayega Tab phir muskurayega mera dil Sochta hoon yaheen Baithe baithe yoonhi Rahein juda kyun ho gayi Na tu ghalat na main sahi Le ja mujhe saath tere Mujhko na rehna saath mere (x2) Le ja mujhe.. (x2) Yaadon se lad raha hoon Khud se jhaghad raha hoon Aankhon mein neend hi nahi hai Ho.. tujhse juda hue toh Lagta aisa hai mujhko Duniya meri bikhar gayi hai Dono ka tha safar Manzilon pe aakhar Rahein juda kyun ho gayi Na tu ghalat na main sahi Le ja mujhe saath tere Mujhko na rehna saath mere Le ja mujhe saath tere Mujhko na rehna saath mere Le ja mujhe.. (x2) Sun mere Khuda bas itni si meri duaa Lauta de humsafar mera Jaayega kuch nahi tera Tere hi dar pe hoon khada Jaun toh main jaaun main kahaan Taqdeer ko badal meri Mujhpe hoga karam tera..