Jab tak humari zaroorat rahi Mohabbat tabhi tak mohabbat rahi Jab tak humari zaroorat rahi Inayat tabhi tak inayat rahi Milo tum ho aakhir tum anjaan ho Na chahat rahi, na murauwat rahi Tanhaiyaan, tune kyon di hain bewajah re Ruswaiyaan, tune kyon di hain bewajah re Behchaniyaan, tune kyon di hain bewajah re Khamoshiyaan, tune kyon di hain bewajah re Un raaton ko main bataunga kya Jin raaton me tu meri baahon me tha Un shaamon ko main samjhaunga kya Jin shaamon me tu mujhe milta raha Miloge jo phir se to ehsan ho Hai chahat yahi ab hai hasrat yahi Tanhaiyaan, tune kyon di hain bewajah re Ruswaiyaan, tune kyon di hain bewajah re Behchaniyaan, tune kyon di hain bewajah re Khamoshiyaan, tune kyon di hain bewajah re Un khwabon ko main samjhaunga kya Jin khwabon me tu mere aata raha Un raahon ko main bataunga kya Jin raahon pe tu mere sath chala Yehi soch karke pareshan hai Un raston pe tu kahaan kho gayi Tanhaiyaan, tune kyon di hain bewajah re Ruswaiyaan, tune kyon di hain bewajah re Behchaniyaan, tune kyon di hain bewajah re Khamoshiyaan, tune kyon di hain bewajah re Jab tak humari zaroorat rahi Tab tak hi kyun yeh mohabbat thi x (4)